Return & Refund Policy
Agar aap ko damaged, ghalat ya kharab product mile to delivery ke 7 din ke andar hum se rabta karein.
Shartein
- Product ka original packing aur unused hona zaroori hai.
- Delivery ke waqt parcel kholte hue video banana madadgar hota hai.
- Manzoor hone par replacement ya refund diya jata hai.
- Screen protectors aur earphones jaisi hygiene wali cheezein sirf damaged hone par wapis hoti hain.
Rabta: 0300-1234567 / info@example.com